
I am a student of BCA student at Bidhanchandra College. I love to write poetry in Hindi and Bengali. I write songs as well. I also enjoy storytelling. Besides this, I have two YouTube Channels.
Buy the Books
Ek Tarfa Pyaar
- wo pyar pyar kha , jo ek tarfa na homilegi nahi malum hai , phir vi usse chahne se fursat na ho ,pyar ek tarpha hi rha , lekin har ek tarpha pyar ki ek khasiyat to hota hi haijarurat se jada soch na aadat si ho jati hai!aur andar hi ander wo bhi apni wali ho jati hai ,use kuch bola nahi jata ,pyar apna mukambal nahi ho payega pata rehte hue bhiyeh buri aadat choda hi nahi jatasamne aate hi shabdo ka lapata ho janagalti se hi sahi , ankho se ankhe takrai agar to khud se hi anjaan ho janadosti kabhi nahi toot na chahiyapyar apna valei adhura hi rahe , dosti mai darar kabhi nahi ani chahiye,use koi aur hi pasand aa jata hai ,dil apna andar hi andar tut bhi jata hai ,lekin tabhi “SRK” ki wo famous si dialogue jahaan mein aa jati hai ,aur bohot sare aadat hai jo sirf hume hi pata hota hai,last seen check karna , profile stalk karna , uski har recent uploaded pictures mailove react karna , aur kya comment kiya jay soch te soch te , uski crush ka reply aa janarooj sochte hai , aj bata denge , rooj khwaish adhura hi reh jata haijab uska samne ana hota hai ,lakin ek baat to hai , ek tarpha pyar mai kuch adhura nahi rehta ,dil apna puri tarah involve hota hai ,usse panne ka nahi sirf be inteha chahneka dil mai khaab hota haidil to sirf uske liye hi dhadak ta haibhale hi , use haqikat mai koi aur hi passand ata haitumhare kaabo mai uska ana , lekin uske khaab mai kisi aur ka ,tumahre taraf se vale hi ha , ho !uske taraf se jawab har bar rehta hai na ka !phir bhi use chahne ka silsila khatam hi nahi hotadil to har roj tut ta hai , lekin dil tutne ka dard dard sa kabhi mehsus hi nahi hota ,isliye ek tarpha pyar sabsai best hota hai ,na pane ki , na khone ki , sirf chahne ki test hota hai ,wo pyar pyar kaha , jo ek tarfa na homilegi nahi malum hai , phir bhi use chahne se fursat na ho ,
Tum
Tum na aj ho, na kal
Na, puri hone wali wo khowab ho, ya phir yun kahun,
Kuch anjani si, chatpati si kahyal .Tum na aj ho, na kal
Tum wo jawab ho
Jiska thikana har kiskoo malum hai (*2)
Par jiska lapata hai sawal“TUM” bass ek kahayal todi na ho,
Ek duniya ho, ek jamana ho, jise
Likhte likhte kalam ki sihahi tak kahtam ho jay,
Janti ho, TUM uss khuli asman mai rehne wali wo chand Ho jisse,
koi aur dekhe to, badalon ko bhi jalan si hoti hai,
Issi gusse mai kabhi kabar un kaali raaton mai
Bin mosam baarish bhi hoti hai
kiya tumne unn baarish ka buundo ko kabhi gour sai Dekha hai,
Un bigghi si hawao mai
Kabhi apna chuan mahasus kiya hai ?
Shayad kiya hota!
To shayad sardi sai jada, yee barish tumhe peyaara hota
Kho Gaya
Chalte chalte kho gaya
Bass adhura rishta tha kabhi jo, abhi – bhi salamat reh gaya
Kosish bohot kari hai, bahar niklu is dourahi se
Magar.. har bar nakamiyabi hi haat lagti hai
Chalte chalte kho gaya
Bass adhura rista tha kabhi jo, abhi – bhi salamat reh gaya
Mein darta raha bolne se ,
Aur apni kismat kahi kho gayaMai kahi kho gaya, ab khud hi lapata hun
Khud ka tikhana ab khud ko hi Nai pata
Khud ko pata hai Ki "dil toota" ashiq hun,
Phir bhi na jane kyu logo ke bich "kabi"
Naam se jana jata hunUsne mujhe nahi maine use choda hai
Uski utni aukat thi kaha
Maine apne haato sai
Khud apna dil toda hai
Bin uski ab adhura sa hun
Phir bhi garv hai khud par kahi Na kahi pura sa hunChalte chalte kho gaya
Bass adhura rista tha kabhi jo, abhi – bhi salamat reh gaya
Kosish bohot kari hai, bahar niklu iss dorahi se
Magar.. har bar nakamiyabi hi haat lagti haiChalte chalte kahi kho gaya
Bass adhura rishta tha kabhi jo, abhi – bhi salamat sa reh gaya
Main darta raha bolne se ,
Aur apni kismat kahi kho gaya